Youtube se pese kaise kamaye
Dosto aaj har koi pese kamane ki hod me laga hai, lekin jitne pese vo kamana chahta hai utne vo kama nahi pata, ye es liye hota hai kyonki use sahi rah nahi mil pati.
Lekin aaj ke es yug me pese kamana to jaruri hai, agar nahi kamaye to apna gujara kese kare.
Dosto aaj hum log apna jyadatar time internet par bitate hai,to kyu na hum log internet se hi pese kamaye,time pass ka time pass or kuch pese bhi kama lenge.
He na majedar bat ye idia un logo ke liye hai jo es me intrest rakhte hai.
Internet se pese kamana koi badi bat nahi,bus apko thodi english aana chahiye or thodi mehnat ki jarurat padegi jo jayadatar logo kar pate hai,
Dosto bate to bohat ho gai ab kuch kam ki bat kar lete hai.
Sidhe point par aate hai.
Dosto aap sub logo ne youtube ke bare me suna to hoga na,ha apna online video dekhne vala,lekin aaj kal to us par video bhi load ho jate hai.
Ha to hum log sikhenge ki youtube se pese kese kamaye.
Es ke liye aap ko sabse pehle chahiye ki --::
0. Mobile or Internet connection hona chahiye.
Ese bhi jarur padhe
Super backup kya hai, ye kese kam karta hai
1. Apka ek gmail account hona chahiye.
2. Apko apna khud ka video banana aana chahiye.
3. Video copyright nahi hona chahiye.
4. Koi filmi song nahi hona chahiye
5. Or kuch time wait karne ki echcha shakti.
To chaliye hum sikhte hai ki youtube se pese kaise kamaye
Pehle jo batya gaya hai vo sari jankari aap ne pad kar puri karli hogi ab hum janege ki youtube se pese kaise kamaye eske liye hume---:::
Ek youtube channel bnana hoga
Or use enabal karna hoga.
Jab apke channel par ek se jyada kai video honge to hi aap apna video monetiz kar sakte varna nahi kar payenge.
Android mobile ki power key ko kharab hone se kese bachaye
Jab aap ke channel pe tin se char video ho jayenge tab aap video ko promote kar payenge.
Video monetiz karne ke bad apke video par google ek ad dikhayega.
Or jab koi viewers us ad par click karega to google kuch amount apke account me add kar dega.
Ab aap soch rahe honge ki ye pese aap tak kese pohchenge eske liye aapka google adsense par ek account hona chahiye.
Google adsense pr account banana koi kathin kam nahi hai
Bus apka gmail account hi yaha kam karega..
Google adsense par jaiye or apna gmail account dal dijiye.
Bus fhir aage ki instructions ko follow karte rahiye.
Google adsense apke pese tab dega jab aap 100 dollar kama lenge tab aap ko check ya bank transfer ke dvara send kar dega..
Apni problem jarur btaye.
ReplyDeletenice post http://bhabua.mywapblog.com
ReplyDeleteThanks......
ReplyDeleteyes mai kehta hoo ki apko www.sikhein.blogspot.com bhi try karna chahiye
ReplyDeleteaur mujhe aap mail se ya ese hi bta de ki aap kon si template use karte ho
ReplyDeleteSunny bhai thanks humari site pr aane k liye
Delete.....me thode thode dino me templet change krta rehta hu...
Aap kis templet ki bat kr rahe hai.
Post a Comment